यूट्यूब पर जल्दी से जल्दी सब्सक्राइबर कैसे बढ़ाए? 


Hello Dosto kaise ho Sabhi Swaagat hai Aap sabhi ka new Post Me Or Aaj hum Bat karenge ki Kiss Tarah se Aap YouTube pe Jaldi Subscribers Badha Sakte hai Or 4000 Ghante ka Whatchtime Complete kar sakte ho Aaj ke iis Dour me

यूट्यूब पर जल्दी से जल्दी सब्सक्राइबर कैसे बढ़ाए?

YOUTUBE KYA HAI OR KIS KAM ME AATA HAI 


To Pehele Aapko Bata De YouTube kya hai To Bhaiyon Ye Ek Social media Platform hai Jise Log Aapana Content dalte hai or Achi Earning karte hai Or Logo ko Achha video share karte hai jise Bahut se Logo ka Help hota hai

How To Complete 1k Subscribers And 4000 Hour's Watch time


To Isi me Bahut se Logo ko ye Pareshaani Hoti hai Agar kuchh hamare bhai hai jo YouTube pe Video Dalte Hai Or Unko Views nhi Aata hai subscribers Nhi milte hai Unka Video Viral nhi hota hai to Isi Ka Hal Bataunga ki 1k Subscribers kaise complete kar sakte ho


To Sabse Pehele Aapko Chennal Banane Ke pehele Aapko kuchh na kuchh Aana chahiye Koi bhi yesa akill Aana Chahiye Aapko jo Aap logo ko share Kare Or Unko Achha


 Lage Ab Ye Nhi Ki Aapko Kuchh Aata nhi hai Or Bhasad kar rhe ho jhooth muth ka To yesa Bilkul Bhi Na Kare Agar Aapko kuchh Skill hai Aapake Andar Jo Logo ko share karna chaahate ho to hi YouTube pe Chennal bnaye


Jab Aap Chennal  Bna Lete Ho To Aap kya Kare Dely Ka Ek Video Dale Minimum Ek Dalo Kam Se Kam Do Mahine Ya Tin Mahine Yese Kam kare Or Achhe se Agar In Dino me Agar Aapko Koi bhi Video Agar Viral Ho jata Hai To Aap Samjh Sakte ho Aapko kitana Faayda hoga

How To Viral video on YouTube


Aap Kya karo Video viral karne ke liye Achha thumbnails laga lo log ek Dam se Click kare logo ko lage are Ha Banda Achha Bna Rha hai ise Follow karna chahiye To Yese me Aap Follow karke Achha Thumbnails or Video Quality Achhi Honi Chahiye

Or Maine point Hai Aap Apani Sound Quality Achhi Honi Chahiye Kyu Ki Viewers Aapki Sound Hi Sunane Aayenge Ki banda Kya Bol Rha Unko Saf Sunai Dena chahiye Or Bolne me Aap Expert Rahiye Taki viewers lage Ha Bhai Iske Pass Talent hai Or Ye Mujhe Sikha Sakta hai

Or Ek Tips mai Share karna Chaunga ki Aap jab bhi kuchh start karna chahe To Aap Kya Karo Suru Suru me Face Cam video Nhi Bnaye Kyu Ki Kuchh mahino tak Yese Hi video ko bnanye Jab Aapke Kuchh Achha Subscribers Gain Ho jata hai To face cam start kar de video shoot karna

Or jab kuchh din bad start karne jaoge To To Kuchh Expression Ho Jayega Bolne Ka To Aap Aram Se Start kar sakte Ho Face Cam Hota Hai Ki Suru me Bolne Ka Utana Jada Expression Nhi Hota hai Bolne ka Jab Aap Bina Face Cam Ke Kuchh Din Video Bnayege To Apane Man Se Dar hat jada Hai Sarm Hat jata Hai isliye mai Bol Rha hoo

Or ek Bat Ki Dhyaan Rakhe Jab Aap Facecam Nhi Karte Ho To Voice Ki Jo Quality hai O Achhi rakhe Ek Dam kadak uske Liye mai Aapko Ek Mic Profer karunga Jo Boya ka M1 mic Aata hai O Buy kar le Mai Link De Dunga niche waha Se Buy kar sakte Ho Agar Aapke Pass Budget Nhi Hai To Low Prices wala bhi buy kar sakte Ho Koi Problem Nhi Aane wala hai Aapko

Wese Agar Aap Boya M1 ka mic use karte Ho To Aapko jada Loudly Bolne Ki Jarurat nhi padati hai Agar Aap Kahi Ghar me Video Shot karte Ho Or Dhira Bolna Chahte Ho To Aap Kar sakte Ho Ye Agar Aap Low prices ka use karte Ho To Ye Thoda AChaa nhi hota or Maine bat hoti Hai Iski ware bahut hi Chhhoti milti hai Or Isme Aapko Bahut Tej Bolna Padata Hai Tabhi Mic Achhe se Captures kar payega Aapki Voice ko

So Aapko Yahi Prefer krunga ki Boyam1 ka hi Use kare Jada Achha Rahega Agar Aapke Pass Investment ke liye Paise Nhi Hai To Free Wala Bhi use kar sakte Ho Koi Problem Nhi Aane Lagta Hai

Agar Aap face cam start karana Chahate Ho to So mai Aapko Yahi kahunga Thoda Achha se Setups Ready kar le Jaisa Bhi Ho Matlab

 Thoda Achha Dikhane lage Aapki Setup tab Face Cam start kar de Or Ek Jaruri Bat Jab Aap Face Cam start karne jate Ho To ➡ Ek

Tripod ka use kare Koi Bhi Yesa Third Party Gegets ka use na kare jise Aapki Phone ko Ya Camera ko Dikkat Aaye

Mai Apse Yahi Kahunga jab Investment hi kar rhe ho To Ek Tripod ka Bhi use kare Mai Aapko Ek Tripod ka Link Deta Hoo Jinak Rate bahut Hi kam Hai Abhi Lagbhag 250 rs

 ka pad rha hai maine jab ise Buy kiya tha o Ye Bahut high tha Around 500 rs Mila Tha Halaki Abhi Bahut kam Me Pad rha hai Iska

Aap Logo ka Jarur Istemaal karna Chahiye Meri Maniye To yesa Moka kabhi Nhi Aayega Buy Karne ka Tripod To Aap Jaldi se jake Buy kariye

To Doston Ye Rules Agar Aap Follow Kar Lete Ho To Aapko 100℅ Jarur Views Aayege Or Ek Din App Bhi YouTuber Ban Sakoge To Ye Meri Bat Dhyan Me Jarur Rakhe Or Achhe Se Mehnat Kare Kamyaabi Jarur Milega Thanku